Haye mazlum Hussain x 4Haye Hussain ya hussain haye hussain shah hussainHalmin nasir yansurna x 2Deene islam hai yu hazrate shabbir ke saathJaise Quran baya hota hai tafseer ke saathKya sitam ho gaya islam ki taqdeer ke saathQatl shabbir hue narae takbeer ke saathKal talak zulm hue deen ke madadgaro parAaj hote hai sitam sheh ke azadaro perhussain kal bhi tha mazloom aur aaj bhi hai x 2sitam ki zid pe hamara imam aaj bhi haiaza ke farsh ka hal min payam aaj bhi haihussain kal bhi....nazar may phirte hai karbobala ke sab manzarzameen pe bikhra hua tha hussain ka lashkarkahin kate hue bazu kahin kate hue sargali gali may wohi qatle aam aaj bhi haihussain kal bhi....juloose girya-o-matam pe zulm itne huvesitam ke maare hue ab khoon may doobe huvebarasti dhoop may maon se bache litpe huvesawaal karte hai kya fauje sham aaj bhi haihussain kal bhi....huve thay jis tarha qasim ke laash ke tukdeshaheed hote hai yuhin ghulam qasim kejanaze unke bhi kandhon pe uth nahi sakteye gathriyon ke kafan ka nizam aaj bhi haihussain kal bhi....hussain kehne pe zainab ko taziana lagaphir uske baad na aziyat ka silsila na rukaHalmin nasir yansurna - 2Haay naam veer hussain da lendi rahi jiwe zainab durre khaake - 2Shabbir da matam gam khwara - 2Enjekita ya hussain... Enje kita sar katwake hayeeusi ko maar diya jisne ya hussain kahayazeed zadon ka jaari wo kaam aaj bhi haihussain kal bhi....imame asr ki faryaad ab bhi hai akbarzamana hogaya veeran fatema ka hai gharlahoo ke ashk bahata hai abide muztarmere gharane pe ghurbat ki shaam aaj bhi haihussain kal bhi....